• Best DSLR Camera Setting For Photoshoot Any Camera

    Best DSLR Camera Setting In Manual Mode |Best Setting For Any DSLR Camera
    1. Switch to manual mode

    Agar ap chahte ho ki apke pics bahut achhe aaaye to apko sabse pehle manual mode main switch karna hoga aur uske according
    Apko ISO and Aperture Set karna hoga

    2. Set your ISO

    Ab apko apne camera ki setting main ja kar ISO sensivitise ko off karke apna ISO level Apni Lighting ke hisab se set karna hoga jisse apke pic main thoda achha look aa sakta hai . Agar aap pics din main click kar rahe ho to ISO ka level Kam se kam rakhe aur agar night main shoot kar rahe hai to ISO jyada rakhe

    2. Set Your Aperture And Sutter Speed

    Ab apko sabse pehle Aperture ka level sabse kam kar dena hai agar ap portrait lena chahte ho to lekin apko apko yeh bhi yaad rakhna hai ki kahin apki pic overexposed to nahi ho rahi hai na
    Phir shutter speed ko center main le jaa kar pic click kar leni hai.

    Thanks for reading my post if you like my post then comment down below, and agr apko koi problem hoti hai to bhi ap comment main mujhe puch sakte ho mai jald se jald apko answer kar dunga..

    No comments